TESTIMONIES REGARDING OUR WEBSITE AND YOUTUBE CHANNEL ONLY केवल हमारे वेबसाइट और यूट्यूब चैनल की गवाहियाँ

Leave your Testimony  (आपकी गवाही)

   My Account
  • R
    Rohtash kumar gola

    sdfsf

    02/10/2026
  • R
    Rohtash kumar gola

    sdffsd

    02/10/2026
  • Kalyani Fernando

    Bhaiya, Jaise ki aaj maine Apka video dekha jisme apne samjhaya ki ministry apke liye kya hai? Maine sachme iss baat ko samjha ki TGC ministry parmeshvar dwara khadi ki gayi hai aur iss ministry ko sponsor karne wala sirf prabhu hi hai kyunki inme se kisi ko bhi apne bulaya nahi balki jo sacche manse dhudh rahe the unhi ko ye ministry me laya gaya hai parmeshvar ke dwara. Mai khud pehla kafi preachers ko sunti thi thoda time motivate hojati thi par kuch badlav nahi lagta tha firse wahi worldly life me aa jati thi Par jaise apke videos se sunna start kiya tabhi shuru shuru me samajh toh nahi ata tha Par dhire dhire dhyan se sunne lagi toh kafi baatain samjh aane lagi vachan se Aur maine khud me badlav aate huye bhi dekha aur ye ministry de dwara hi maine parmeshvar ke liye stand lena sikha iske pehle maine kabhi ye experience kiya nahi tha Pehla toh sirf mai Vishwas karti thi par sacchai se parmeshvar me chalna aur uske liye khada hona ye maine sirf apki shikshao se hi samjha hai Pehla toh kisi preacher ko sunti thi tab sirf Issi baat pe dhyan jata tha ki waah! Kya pastor hai kitna acha bolte hai ya fir bohot acha sandesh tha. Bass yahi Par jab se apke videos se sikhna start kiya tabhi sirf aur sirf parmeshvar ke prati prem aur Vishwas hi badhta gaya aur me samjh gayi ki ye parmeshvar ki aur se hi hai kyu ki parmeshvar chahta ki mai uske karib aye uske vachan samjhe aur sachai ne chale jo maine iss ministry paya. Thank you bhaiya, And I thank God for TGC MINISTRY.🙏🏼

    18/09/2026
    • sehej arora

      Praise the lord!!!🙏🙏

      02/10/2026
  • A
    AYUSH HEMROM

    Meri ye Testimony hai jo ki prabhu ne ki.So I'm Ayush Jharkhand se Aur Maine Jharkhand ki he ek Engineering Entrance Exam Di thi Jisme overall 14 seats hai (for my Branch) Govt College k liye Where I wanted to go and I qualified for the Exam.So All Glory to the Almighty. Result Declare hone me Kaffi der ho rhi thi toh mai Bahot Pareshan ho gya (Ye soch kr ki Kya hoga result ka.Govt College Milegi ya nhi)Lekin Prabhu ne Bola ki Plug ko Khud se hta le aur mujh pr Iga de.Aur Maine hataya phir Prabhu k samay se Aisa Uttar mila!! Mere v Mann me tha ki GOVT college mile but Exam se phle maine prabhu ko bola tha ki apki yojna puri ho meri Nhi!! Uss samay Mummy v bol rhi thi ki "tu bass Bible² kr aur Kuch v kam mtt kr<hai na!!" Unko v jawab mil gya ki Ek True Christian work v krta h apne Faith k sathh.At the End Prabhu ne ye v btaya ki kyu Delay ho rhi thi-(to Amplify my faith and patience).Me Jivan me Ek alag he shanti aa gyi hai jab se Joseph Sir ke Teachings ko Follow kr rha hu....Thank you Jesus and TGC

    09/09/2026
    • sehej arora

      Praise the lord!!! 🙌👏👏

      11/09/2026
  • anjalokurdero

    hii family parmeshwar apko Shanti de..🙏 Mera testimony yah hai ki mujhe Jana tha train mein kuchh kam se kahin per Main Chala Gaya ticket book karne tho use din ka ticket pura book tha. Maine general ticket liya . Aur mera bhai ko phone kiya aur Mera Bhai ne bola general ticket lo aur TC ko 100 200 paise de do vah tumko seat De dega yani rishwat .. Mera bada bhaiya believer nahi hai.. maine bola ki main Kisi Ko rishwat nahin Dunga yah paap hai . Bhai ne bola sab log dete Hain ismein kya galat hai . Maine kaha Main khada ruk kar Chala jaunga Lekin Main rishwat nahin Dunga kyunki yah Mera yeshu per Vishwas ke khilaf hai aur yah paap hai..... Aage jakar yeshu ne mujhe baithane ko seat Diya aur Sone ko bhi jaga Mela mujhe ...... Praise the lord 🙏 pura train bara tha logon se ... Fir bhi mujhe sab kuchh Mila train mein .. yah sirf yeshu hi kar sakta hai....... Thanks Joseph bhaiya agar aap use din stand nahin lete train main... Tho aaj mujhe bhi nahin maloom padta yeshu ke Naam Se stand Kaisa lena hai vo ...parmeshwar yeshu ham se Kitna Prem karte Hain ........ thank you jesus once again. 🎁🎁🎁🎁And thank you my spiritual father.🥹

    18/05/2026
  • anjalokurdero

    Hii. Mera testimony likhne ka karan. ( 2017 )Me Mera Mann parmeshwar ko lekar jo sawal karte the tho uska jawab mujhe Joseph bhaiya ka YouTube video se milta tha..🙏 lekin Aaj bhi man mein koi aisa sawal ya FIR Koi pareshani aata hai to usi ka upar bhaiya ka videos parmeshwar mujhe dikhata hai YouTube per bhi website me bhi aur source training me bhi parmeshwar ko dhanyvad deta hun 🙏🙏ki bhaiya ka videos ke dwara mujhe Vachan samjha Ne ke liye thank you lord.apko aur bhaiya ko bi ... Ab Meri chhoti Si prathna hai ki pita parmeshwar aapke Vachan yad rakhne ka takat aur ant samay Tak usi per chalne ka takat dete rahana abba ant Tak..amen. 🙏13.5Hebrew .yeshu....par Santosh Kiya Karo kyunki usne ap he kaha hai ki main tujhe kabhi na chodunga aur na kabhi tujhe tyagunga.💝

    26/04/2026
  • S
    Susmita Horo

    Mera nam susmita horo me odisha ki hun Mera janm Roman kathli Parivar mein hua hai Bachpan se main mamu mein ghar mein rahti thi aur vahan per Karishma janghai Murti Puja sabko karte the to main bhi wo sabko karti thi aur manati thi. Par jab me 16 17 saal ke baad main apni mummy papa ke pass ghar lota fir sab kuchh thik chal raha tha lekin mera papa hamesha bimar rahte the ek bar bahut jyada tabiyat kharab ho Gaya Mera Papa pagal ki tarah behave karne lage tab medical leke gai meri mummy tab main Mera mamu Ghar gai Jahan changai prathna hota ki mera papa thik ho jaaye bol ke per wo log bole ki tere papa nahin bachega mar jaega bolkar to main rote rote Ghar lauti uske bad thodi dinon ke bad mere papa thik hokar Ghar aye per Mera Vishwas wo changai prathna se uth gaya tha per meri mummy papa karte the aur4 5 sal Tak sab kuchh thik Raha uski baat lock down ke bad meri Ghar ki paristhiti bahut kharab ho gai mere Papa Kam nahin karte the to mere ko kam karne ke liye ham log ka shahar mein ek plant hai vahan Jana pada .aur main wahan kam karti thi. per main bahut jyada depression mein thi . Wahan per ek meri friend tha Jo ek masihi tha usne mujhe sache parmeshwar ke bare mein bataya or aur susamachar sunaya aur apni gavahi bhi bataiye main janti to thi ki yashu Masih mere pap ke Karan mare Gaye per itna gahrai se mujhe nahin pata tha. Uske bad usne Joseph sar ka YouTube per video mujhe dikhaya tab main dekhne lagi aur sacchi parmeshwar ko jani tab se Roman catholic Church Jana chhod di or 2025 me website se bhi sikhne lagi.or bachan sikhane lagi parmeshwar ke liye Khade hone lagi. Per Mera Parivar wale mera virodh mein ho gaya hai . Per main parmeshwar ke liye hamesha khadi rahungi thank you Joseph bhaiya aapka video ke Karan Mera jivan badla aur main depression se nikal Pai aur har pap se nikal pie thank you aapko.

    19/04/2026
  • Darshan Pandit

    सभी मशीह भाई बहन को प्रभु यीशु मसीह के नाम से अभिनंदन मेरा नाम दशेन है मेरा काम बंद हो गया है आप सब प्रार्थना करें कि काम शुरू हो जाए फिर से प्रभु यीशु मसीह आपको सबको आशिक दें धन्यवाद

    01/04/2026
  • B
    Bina Kujur

    मेरा नाम बीना कूजूर है मेरा जन्म रोमन कैथोलिक परिवार में हूआ है लेकिन मैं सच्चे परमेस्वर यशमसीह को नहीं जानती थी मुझे तो बस यही लगता था कि जैसे अन्य धर्म के भगवान् होते हैं उसीतरह यशू भी ईसाई लोग का भगवान् है पर मेरे मन में बचपन से बहुत से सवाल जिसका ऊतर मूझे रोमन कैथोलिक चर्च में नहीं मिला जैसे कि दूनिया कैसे बनी दूनिया का सूरूआत कहंआ से हूआ और हम कहाँ से आए्।,मैं कौन हूँ 'मैं यहाँ कया कर रही हूं ?और कहाँ जाऊँ गी ।? फिर मेरे जीवन में कई पाप थे ऐसा कोई पाप नहीं जिस को मैंने नही किया जैसे वया बिचार गरभपात और भी अनेक पाप हूए जब मैं यशू के बारे मे नहीं जानती थी मैं यशू मसीह के बारे में कैसे जानी मै एक बार अचानक एक जगह परथाना सभा हो रहा था वहाँ पर गई जो पनतेकोसटल चर्च का था वहाँ मूझे येशु के बारे सूसामाचार सूनने को मिला लेकिन मझे उस समय भी समझ में नहीं था लेकिन जब हम एक दिन अपने मोबाइल में बाईबल का संदेश देख रहे थे तो भाईया का संदेश मिला जो कि रोमन कैथोलिक चर्च के बारे में था उसके बारे में मैं संदेश को सूनी तो समझ आया सच्चे मसीहा के बारे में मेरे पारिवार में मैं केवल विशवासी हूँ और मेरे पारिवार लोग सभी रोमन कैथोलिक चर्च को मानते हैं और मेरे आस पास जितने भी चर्च है वे सभी गलत चर्च वाले है तो मैं अकेली पड़ जाती हु तो इसका कया समाधान है भाईया मूझे बताइए।

    16/02/2026
  • R
    Ruth Purti

    फिर एक दिन मैंने बहुत उदस और दुख के साथ मै परमेश्वर को खोजने लगी मै सोचती की सैद नुहू के दिन का, समय था। सैद आज का दिन में भी सबके सब आपना आपना में ही डुब हुआ है। अ ऐसा मेरे मन में आते थे और फिर उस दिन साम का दिन था। फिर मैं सगही फिर सुबह दिन को मैं आपना मोबाईल में युटूफर बिडीयो देख रहीं थी और फिर अछनक जोसेफ भाईया आपका, संदेश मुझे मिला और मैं पैले संदेश दिखी तो मेरे दिल में अजीब सासं, संनती मिला तो मुझे दिल में गवाही आया की, मैं खोज रही थीं वह, यही है और फिर मै, पहले जैसा जो मैं देखते थे मैंने, एकदम से छोड़ दिया और जोसेफ भाईया काट, पुरा, पुरा, संदेश देखने लगी और जो मेरे दिल में सवाल उठाने लगते थे उसकी जबभ मिलतीं थे और मैं परमेस्वर का, धन्यवाद करती , हूँ और जोसेफ भाईया आप का भी, बहुत बहुत, धन्यवाद करती, हूँ और आप का, पुरा, परिवार मैं, धन्यवाद करती, हूँ ईस, मृटिरी , परमेस्वर की ओर से है। परमेस्वर का बहुत बहुत धन्यवाद । , ईसु, महसी का युग युग युवा मै माह हो, आमिन

    05/11/2025
    • A
      Amarjeet Kumar

      Amen 🙏

      24/12/2025